Lockdown and me!

Thak gaya hu purani yaado se, thak gaya hu purani baato se, aise samay m lag rha hai ki mai jeeki hi mar rha hu, mai aise hi sad rha hu, par ab mai thak chuka hu mai thak chuka hu, purani yaaden aati hai hume khokla kar k jati hai, chahta hu ki vapis uss samay m chala jau, par kya kare hum Jaa nhi sakte, ab mai pak chuka hu pareshan sa ho gaya hu, andar se toot gaya hu, aisa lagta hai ki sooraj ki kirne ja rhi hai, andhera cha rha hai. Par ab bus bohot ho gaya yeh sab, bohot yaad kar liye un din ko, ab samay hai uthne ka nayi kirno se jivan ko ubhar ne ka, mai khud se Vaada karta hu mai badlunga aur sab kuch badal k rakh dunga, mai jeeunga mai jeeunga, abhi bohot kuch baki hai, aise hi mai mar nhi sakta, Saare sapne adhure hain, in sapno ko mai pura karunga, mai jeeunga mai jeeunga

Written by Aayush Sharma.

Keep watching https://desaithoughtsmedia.wordpress.com/ for more such content

Website Powered by WordPress.com.

Up ↑

%d bloggers like this: